Sunday 25 August 2013

America ki soch:"ham chand par
pahoch gaye, Ab aage kya karna
hai.. ??
.
.
China ki soch:"ham 90% Dunia ki market pe raaj kar rahe hai,
Ab baaki par kese kare.. ??
.
.
Ham Pakistaniyun ki soch:"12 baje
light gayi thi to 2 baje aayi thi, Ab 4 bajegai to 6 baje aaii..
matlab sala 8 baje wapas
jayegi..??
.
.
. .
.
.
"Oye fatafat motor laga ke pani
bhar le, me mera mobile charge
me laga deta hu...

No comments: